top ad

Ticker

6/recent/ticker-posts

Pyar Ki Chemistry - Love Poetry

 Pyar ki Chemistry - Love Poetry

यह एक रोमेटिक कविता है जो बहुत ही दिलचस्प है। दो लोग मिलते हैं और अपनी भावनाएं शेयर करते हैं। दोनो एक दूसरे का जिंदगी के हर मोड़ पर साथ देते हैं। इस कविता से आपको जानने मिलेगा कैसे दोनो अपने रिलेशनशिप को मज़बूत करते है। केमिस्ट्री विषय के टॉपिक्स को लेकर प्यार की केमिस्ट्री के बारे में बताया गया है।

Pyar aur uski chemistry ek Love Poetry hai jo bahut hi dilchasp hai.Do log milte hai aur apni feelings share karte hai.Dono ek dusre ka zindagi ke har mod par sath dete hai.
Is Love Poetry me apko janne milega ki kaise dono apne relationship ko mazbut banate hai.
Chemistry subject ke topics ko lekar Pyar ki Chemistry ke bare mein bataya gya hai.


In this blog 'Shayarana Rhymes' we are publishing Latest Trending Collection of Love Poetry in Hindi, Love Poetry in English, Best Love poems, Love Poems for her,Love Poems for him. From now onwards you will get regular updates on Best Love Poetry, Romantic Poetry, love Poem. Explore the world of Poetry regularly. You can also check out on Friendship Poetry and life Poetry




Pyar ki Chemistry : Love Poetry


Do log milte hai,batein hoti hai,

feelings share karte hai, attraction hota hai.
Aur ek dusre ki zindagi ban jate hai.

Ek solute to dusra solvent milkar solution ban jate hai.
Dono ke bich nuclear force wali chemical bond ban jati hai.

Fir dhire-dhire chemical changes hone lgti hai.
Ek dusre ki care aur respect karne lgte hai,
Dono ki pasand aur na pasand janne lgte hai.

Ek dusre ko samajhte bhi hai aur samjhate bhi hai.
Misunderstanding ko understanding se solve kar lete hai.

Tab jakar unke bich ka chemical equation balance hota hai.
Aisa,chemical equation dusro ke liye misaal ban jata hai.



Pyar ki Chemistry ( Poetry in Hindi )

दो लोग मिलते हैं, बातें होती हैं, Feelings share करते हैं, आकर्षण होता है

और एक दुसरे की जिंदगी बन जाते हैं।

एक solute तो दुसरा solvent मिलकर solution बन जाते हैं।

दोनो के बीच nuclear force वाली chemical bond बन जाती है।

फिर धीरे-धीरे chemical changes होता है, 

एक दुसरे की care और respect करने लगते हैं,

दोनो की पसंद और न पसंद जानने लगते हैं।

एक दुसरे को समझते भी हैं और समझाते भी है।

गलतफहमी को समझदारी से हल कर लेते हैं,

तब जाकर उनके बीच का Chemical equation संतुलन होता है।

ऐसा chemical equation दुसरो के लिए मिसाल बन जाता है।



Video of Poetry in Youtube:


Do comment and share the poetry with your loved ones

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ